shayarino1

Tum Mil Gaye Toh Mujh Se Naraj Hai Khuda – Romantic Shayari

Tum Mil Gaye To Mujh Se Naraj Hai Khuda, Kahta Hai Ke Tu Ab Kuchh Mangta Nahi Hai || तुम मिल गए तो मुझ से नाराज है खुदा, कहता है कि तू अब कुछ माँगता नहीं है || Dil Ki Dhadkan Aur Meri Sadaa Hai Tu, Meri Pehli Aur Aakhiri Wafa Hai Tu, Chaha Hai …

Tum Mil Gaye Toh Mujh Se Naraj Hai Khuda – Romantic Shayari Read More »

Ek Tum Hi Par Mar Mite Hain – Romantic Shayari

Hajaro Chehro Mein Ek Tum Hi Par Mar Mite Hain Varna, Na Chahato Ki Kami Thi Aur Na Chahne Walon Ki. – Romantic Shayari हजारों चेहरों में एक तुम ही पर मर मिटे हैं वरना, ना चाहतों की कमी थी और ना चाहने वालों की। Lat Teri Hi Lagi Hai Nashaa Sar-e-Aam Hoga, Har Lamha …

Ek Tum Hi Par Mar Mite Hain – Romantic Shayari Read More »

Kaash Tum Mujhe Ek Khat Likh Dete – Kaash Shayari

Kaash Tum Mujhe Ek Khat Likh Dete, Mujhme Kya-Kya Thi Kami Yeh To Likh Dete, Mere Dil Se Tumne Nafrat Kyu Ki, Nafrat Ki Hi Mujhe Koi Wajah To Likh Dete. काश तुम मुझे एक खत लिख देते, मुझमे क्या-क्या थी कमी यह तो लिख देते, मेरे दिल से तुमने नफरत क्यूँ की, नफरत की …

Kaash Tum Mujhe Ek Khat Likh Dete – Kaash Shayari Read More »

Janamdin Manaate Rehna Isi Tarah – Happy Birthday Shayari

Chehra Aapka Khila Rahe Gulaab Ki Tarah, Naam Aapka Roshan Rahe Aaftab Ki Tarah, Gham Mein Bhi Aap Hanste Rehna Phoolon Ki Tarah, Agar Hum Iss Duniya Mein Na Rahein Aaj Ki Tarah, Toh Bhi Apna Janamdin Manaate Rehna Isi Tarah. चेहरा आपका खिला रहे गुलाब की तरह, नाम आपका रोशन रहे आफताब की तरह, …

Janamdin Manaate Rehna Isi Tarah – Happy Birthday Shayari Read More »

Dil Se Meri Dua Hai Ke Khush Raho Tum – Happy Birthday Shayari

Dil Se Meri Dua Hai Ke Khush Raho Tum, Mile Na Koi Ghum Jahan Bhi Raho Tum, Samandar Ki Tarah Dil Hai Gehra Tumhara, Sadaa Khushio Se Bhara Rahe Daaman Tumhara. Happy Birthday Dear !! दिल से मेरी दुआ है कि खुश रहो तुम, मिले न कोई गम जहाँ भी रहो तुम, समंदर की तरह …

Dil Se Meri Dua Hai Ke Khush Raho Tum – Happy Birthday Shayari Read More »

Mubaraq Ho JanamDin – Happy Birthday Shayari

Har Din Se Pyara Lagta Hai Ye Khas Din, Jise Hum Bitaana Nahi Chahte Aap Bin, Waise Woh Dil Deta Hai Sadaa Hi Duaa Aapko, Phir Bhi Kahte Hain Mubaraq Ho Janamdin || – Happy Birthday Shayari हर दिन से प्यारा लगता है ये खास दिन, जिसे हम बिताना नहीं चाहते आप बिन, वैसे तो …

Mubaraq Ho JanamDin – Happy Birthday Shayari Read More »

Bollywood Movie Shayari – Devdas Movie

Bollywood Movie Shayari – Devdas Movie Dil Ke Chhalon Ko Koi Shayari Kahe, Toh Dard Nahi Hota. Takleef To Tab Hoti Hai, Jab Log Wah-Wah Karte Hain. दिल के छालों को कोई शायरी कहे, तो दर्द नहीं होता, तकलीफ तो तब होती है, जब लोग वाह-वाह करते हैं। Kitni Aasani Se Ginva Diya Ki Tumhein …

Bollywood Movie Shayari – Devdas Movie Read More »