Sharab Shayari

Sharab Shayari

kami kya hai in hotho mein jo tum sharaab peete ho – sharaab shayari

chheen kar hatho se jaam wo is andaaz se boli, kami kya hai in hotho mein jo tum sharaab peete ho. छीनकर हाथों से जाम वो इस अंदाज़ से बोली, कमी क्या है इन होठों में जो तुम शराब पीते हो। maiqade laakh band karein zamane wale, shahar mein kam nahi aankho se pilane wale. …

kami kya hai in hotho mein jo tum sharaab peete ho – sharaab shayari Read More »

kaam karti hai najar naam paimaane ka – sharaab shayari

main samjhta hoon teri ishwagiri ko saqi, kaam karti hai najar naam paimaane ka !! मैं समझता हूँ तेरी इशवागिरी को साकी, काम करती है नजर नाम पैमाने का है !! aye dil tujhe zeba nahi saqi ki khushamad, maikhana khicha aayega kismat mein agar hai !! ऐ दिल तुझे जेबा नहीं साकी की खुशामद, …

kaam karti hai najar naam paimaane ka – sharaab shayari Read More »

haseen nigaah bhi jaam-e-sharab hoti hai – sharaab shayari

nigah-e-mast se mujhko pilaye ja saaqi, haseen nigaah bhi jaam-e-sharab hoti hai !! निगाहे-मस्त से मुझको पिलाये जा साकी, हसीं निगाह भी जामे-शराब होती है !! dikha ke madbhari aakhien kaha ye saqi ne, haraam kehte hain jisko yeh woh sharab nahi !! दिखा के मदभरी आंखें कहा ये साकी ने, हराम कहते हैं जिसको …

haseen nigaah bhi jaam-e-sharab hoti hai – sharaab shayari Read More »

kuch iss tarah se humne jawaani nikaal di – sharaab shayari

thodi si pee sharaab thodi see uchaal di, kuch iss tarah se humne jawaani nikaal di !! थोड़ी सी पी शराब थोड़ी सी उछाल दी, कुछ इस तरह से हमने जवानी निकाल दी !! tum aaj saqi bane ho toh shahar pyasa hai, humare daur mein khaali koi gilaas na tha !! तुम आज साक़ी …

kuch iss tarah se humne jawaani nikaal di – sharaab shayari Read More »

woh purani sharab ke jaisi hai – sharaab shayari

yun bigdi baheki baaton ka, koi shauq nahi hai mujhko, woh purani sharab ke jaisi hai asar sar se utarta hi nahi !! यूँ बिगड़ी बहकी बातों का कोई शौक़ नही है मुझको, वो पुरानी शराब के जैसी है असर सर से उतरता ही नहीं !! rindane-jahan se yeh nafrat aye hazrat-e-vaiz kya kehna, allah …

woh purani sharab ke jaisi hai – sharaab shayari Read More »

yahan dard-e-dil ki dawa pilayi jati hai – sharaab shayari

tum kya jano sharab kaise pilayi jati hai, kholne se pehle botal hilayi jati hai, phir aawaj lagayi jaati hai aa jao tute dil walo, yahan dard-e-dil ki dawa pilayi jati hai !! तुम क्या जानो शराब कैसे पिलाई जाती है, खोलने से पहले बोतल हिलाई जाती है, फिर आवाज़ लगायी जाती है आ जाओ …

yahan dard-e-dil ki dawa pilayi jati hai – sharaab shayari Read More »

sharab shayari – ek hum hain ke peekar bhi tera naam lete rahe

Awesome sharab shayari Tu hosh mein thi phir bhi humein pehchan na payi, ek hum hain ke peekar bhi tera naam lete rahe. तू होश में थी फिर भी हमें पहचान न पायी, एक हम हैं कि पी कर भी तेरा नाम लेते रहे। nateeja bewajah mehfil se uthhwane se kya hoga, na honge hum …

sharab shayari – ek hum hain ke peekar bhi tera naam lete rahe Read More »