Tum Mil Gaye Toh Mujh Se Naraj Hai Khuda – Romantic Shayari

Tum Mil Gaye To Mujh Se Naraj Hai Khuda,
Kahta Hai Ke Tu Ab Kuchh Mangta Nahi Hai ||
तुम मिल गए तो मुझ से नाराज है खुदा,
कहता है कि तू अब कुछ माँगता नहीं है ||


Dil Ki Dhadkan Aur Meri Sadaa Hai Tu,
Meri Pehli Aur Aakhiri Wafa Hai Tu,
Chaha Hai Tujhe Chahat Se Bhi Barh Kar,
Meri Chahat Aur Chahat Ki Inteha Hai Tu ||
दिल की धड़कन और मेरी सदा है तू,
मेरी पहली और आखिरी वफ़ा है तू,
चाहा है तुझे चाहत से भी बढ़ कर,
मेरी चाहत और चाहत की इंतिहा है तू ||


Khuda Kare Wo Mohabbat Jo Tere Naam Se Hai.
Hajaar Saal Guzarne Pe Bhi Jawaan Hi Rahe.
खुदा करे वो मोहब्बत जो तेरे नाम से है,
हजार साल गुजरने पे भी जवान ही रहे।


Kuch Yun Utar Gaye Ho Rag-Rag Mein Tum,
Ke Khud Se Pahle Ahsaas Tumhara Hota Hai |
कुछ यूँ उतर गए हो मेरी रग-रग में तुम,
कि खुद से पहले एहसास तुम्हारा होता है ||


Maheka Sa Din Mahakti Si Raat Aaye,
Tum Kaho Toh Khushboo Ki Tarah Koi Baat Aaye ||
महका सा दिन महकती सी रात आए,
तुम कहो तो खुशबू सी कोई बात आए ||


Shayari conveys emotions in all its forms through rhythmic words. Read a collection of Love Mohabbat Shayari, Romantic Shayari, Sad Shayari, Funny Shayari, dard shayari, Friendship shayari, Good morning shayari, Hindi status for Whatsapp & Facebook @ shayarino1.com

More Hindi  Romantic Shayari like “Tum Mil Gaye Toh Mujh Se Naraj Hai Khuda” /Love Mohabbat Shayari / Nafrat Hate Shayari / Alone Shayari / Dard / Sad Shayari / Happy Birthday Wishes Shayari @shayarino1.com

Ek Tum Hi Par Mar Mite Hain – Romantic Shayari

Mubaraq Ho JanamDin – Happy Birthday Shayari

Aaj hum ko nazar aati hai har baat wahi – Love Mohabbat Shayari – shayarino1.com

Tere khamosh honthon par mohabbat gungunati hai – Love Mohabbat Shayari

unse wade pyar ke nibhaye na gaye – Hindi Love Mohabbat Sad Shayari

Nafrat Hi Sahi Par Woh Mujhe Sochta To Hai – Nafrat Hate Shayari

Meri yaadon se lipat ke rone aaoge tum-Dard Shayari

Kabhi Kabhi Tum Bina Baat Muskuraogi – Hindi Alone Shayari

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *