Diwali 2020: Happy Diwali (Deepawali) Shayari, WhatsApp, Facebook, Twitter, Instagram messages

Aapke yaha daulat ki barish ho
Mata Laxmi ji ka vaas ho,
Dukho ka puri tarah se naash ho,
Sabhi ke dilo par aapka raaz ho,
Safalta ka sar par taaz ho




Diye ki roshni se sab andhera dur ho jaye,
Dua h ki jo chaho wo khusi manjur ho jaye

Roshan ho deepak or sara jag jagmagaaye
Liye sath Sita maiyya ko Ram ji hain aaye
Har shehar yu lage mano ayodhya ho,
Aao har dwar har gali har mod pe hm deep jalaye.

Ek Dua Mangte hain hum apne Bhagwan se,
Chahte hai Aapki Khushi Pure Imaan se,
Sab Hasratein Puri Ho Aapki,
Aur Aap Muskarayen Dil-o-Jaan se!!
Aap Sabhi Ko Diwali Mubaarak




Diyon ki roshni se jhilmilata aangan ho
Patakhon ki goonjo se aasman roshan ho
Aisi aaye jhum ke yeh diwali
Har taraf kushiyon ka mausam ho
Aap Sabhi Ko Diwali Mubaarak




Khushian ho overflow,
Masti kabhi na ho low,
Dosti ka surur chaya rahe,
Dhan aur shorat ki ho bauchar,
Aisa aaye apke liye Diwali ka tyohar


Muskarte hanste deep tum jalana
Jivan main nai khushiyon ko lana
Dukh dard apne bhool kar
Sabko gale lagna, sabko gale lagaana
Appko is diwali ki shubhkamnaye.




Chalo aaj fir ek deep jalaya jaye
Ruthe huye ko fir manaya jaye
Ponch kar aankho me chipi udasi ko
Jakhmo pe malham lagaya jaye


Pakad lo hath khele fir se,
Mohalle ka chakkar ek lagaya jaye
Bhul jaye gile-shikve sab purane
Aao milkar ye tyohar manaya jaye
Chalo aaj fir ek deep jalaya jaye


Safalta Kadam Chumti rahe,
Khushi Aaspas ghumti rahe,
Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye.


Pal pal sunhare phool khile
Kabhi na ho kaanto ka saamna
Jindagi aapki khushiyo se bhari rahe
Dipawali par humaari yahi shubhkaamna.




Jyot se jyot jalate huye chalo..,
Pyar ki ganga bahate huye chalo
Raah me aaye jo bhi deen dukhi
Sabhi ko gale se lagate huye chalo.


Diyo ki roshni se jhilmilata aangan ho,
Patakho ki goonjo se aasman roshan ho
Aisi aaye jhoom ke yeh diwali aapki,
Har taraf kushiyon ka hi mausam ho……!!!!
Diwali Ki Shubh Kamnayein.


Har dam khushiya ho sath
Kabhi daaman na ho khali
Hum sab ki taraf se
Wish you Happy Diwali.


Baag ki baat sirf maali hi samjhey..,
Phoolo ka dard jhuki daali hi samjhe
Duniya walo ne bhi kya reet banayi hai
Diye ka dil jale or log use Diwali samjhe.


Gul ne gulshan se gulfam bheja hai,
sitaro ne gagan se salam bheja hai,
Mubarak ho apko ye “DIWALI 2018”
Humne tahe dil se yeh paigam bheja hai.


Deep jalte jagmagate rahe,
Hum aapko aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai,
Dua hai hamari
Aap Chand ki tarah jagmagaate rahe
Aap sabhi ko diwali mubaarak.


Deepavali Ka Yeh Paavan Tyonhar,
Jeevan Mein Laaye Khushiyaa Apar,
Laxmi Ji Viraje Aapke Dwaar,
Shubhkamnayein Hamari Karein Sweekar.


Deep Jagmagaate Rahen
Sabke Ghar Jhilmilate Rahen
Saath Hon Sab Apne
Sab Yunhi Muskuraate Rahen!




Diwali parv hai khushiyon ka,
Ujalo ka, Laxmi ka
Is Diwali aapki zindagi khushiyo se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho,
Ghar par maa Laxmi ka aagman ho…


Diyon ki roshni se jhilmilata aangan ho,
Patakhon ki goonjo se aasman Roshan ho,
Aisi aaye jhoom ke yeh diwali,
Har taraf kushiyon ka mausam ho……!!!!


Deepavali ka ye paawan tyohar,
Jeevan mein laye khushiya apaar,
Laxmi ji viraje aapke dwar,
Subhkamnayen hamari karen sweekar!!
Wish u & ur family happy Diwali.





Pal pal sunhare phool khile,
Kabhi na ho kaanto ka saamna,
Jindagi aapki khushiyo se bhari rahe,
Dipawali par humaari yahi shubhkaamna.

As you celebrate this holy occasion,
The most loving thoughts and wishes are for you.
May the beauty of Diwali fill your world
And your heart and may the love that is
Always yours, bring you endless joy.



Raat Diwali Ki Hai Magar Kismat Mein Andhera Hai,
Na Chhate Yeh Gham Ke Badal, Na Aaya Savera Hai,
Juda Hamara Hona Yun, Likha Lakiron Mein Tha Magar,
Is Mein Kasoor Eh Sanam Na Tera Na Mere Hai.

Maa Laxmi will come to your house
and will shower her blessings upon you.
Remember to keep your doors open
and decorate them with lots of lights and flowers.

Diyon ki roshni se jhilmilata aangan ho,
Patakho ki goonjo se aasma roshan ho,
Aisi aaye jhum ke yeh diwali,
Har taraf kushiyon ka mausam ho.

A Very Happy Diwali to
You & Your Beautiful Family.
May God Give You All That You Want &
Need In Your Life To Enjoy The Festival With Lots Of Light.

Diwali Tum Bhi Manaate Ho,
Diwali Hum Bhi Manaate Hai,
Bus Farq Sirf Itnaa Hai Ki,
Hum Diye Jalaate Hain,
Aur Tum Dil Jalaate Ho.

Sukh Sampada Aapke Jivan Mein Aaye,
Laxmi Ji Aapke Ghar Mein Saamye,
Bhool Kar Bhee Aapke Jivan Mein,
Aage Kabhi Bhee Ek Dukh Na Aaye… Shubh Deepavali

Jhilmilate dipon ki aabha se prakashit
Ye diwali aapke ghar aangan mein
Dhan dhanya sukh samridhi aur ishwor
Ke annat aashirwad le kar aaye.

Aum Bhoor Bhuwah Swaha
Tat Savitur Varenyam
Bhargo Devasaya Dhemahi
Dhiyo Yo Naha Prachodayat
Wish you a joyful and prosperous Diwali.

Zamane Bhar Ki Yad Me Mujhe Na Bhula Dena,
Jab Kabhi Yaad Aaye To Zara Muskura Lena,
Zinda Rahe Toh Phir Milnge,
Varna Diwali Me Ek Diya Mere Nam Ka B Jala Lena.

Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi,
Dhoom machao, mauz manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai.

Diwali Ki Light
Karay Sab Ko Delight
Pakromasti Ki Flight Aur
Dhoom Machao All Night

Roshani bhi hogi, honge chiraag bhi
Awaaz bhi hogi, honge saaz bhi
Par na hogi uski parchaai, na uski aaahat
Bohot sooni hogi yeh diwali
Bin sanam kaise milegi mujhe raahaat.

May the lamps of joy, illuminate your life and fill your days with the bright sparkles of peace, mirth, and goodwill.
I wish you and your family a very happy Deepawali !!!
May God bless you!!!

Tamaan jahaan jagmagaya,
Fir seTyohar Roshni ka aaya,
Koi tumhe hamnse pehle Na dede badhayian,
Isliye, ye paigam e mubarak sabse pehle humne bhijwaya.

Asha, Utsah aur Ullas ki Abha se Damakti
Amavas ko Poonam me Badalti,
Deepon ki Muskurahat aur Athkheliyon ka]
Yah Parv Apke-Apke Apno ke,
Jeevan me Hamesha Jagmagati Rahe,
Bankar SHUBH DEEPAWALI

Bewafai se uski jal raha hai mera dil, ise aur na jalaye
kehdo in diyo se ye yun khushiyo ki diwali na manaye

We do 100 good things
nobody remembers.
We do 1 thing wrong
nobody forgets.
Its God who Gives, Gives and Forgives.
Its human who Gets, Gets and Forgets.

LAMMI KA HATH HO, SARASWATI KA SATH HO, GANESHKA NIVAS HO,
AUR MA DURGA KA AASHIRWAAD SE APKE JIVAN ME KUSHIYA HO.

Deepawali ke subh awasar pe yaad aapki aaye,
Shabd shabd jhod kar deta tumhe badhai.

Har dam khushiya ho sath,
Kabhi daman na ho Khali
Hum sab Ke taraf se,
Wish you Happy Diwali.

Safalta Kadam Chumti rahe,
Khushi Aaspas ghumti rahe,
Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye.

  1. Tumhare Lout aane ki fariyad karte hai hum,
    Tanhaiyon se baat karte hai hum,
    Shayed tum bhool gaye hume
    Par aaj bhi har diwali diya jala kar tumhe yaad karte hai hum.
  2. Diwali Key Iss Mangal Avsar Par,
    Aap Sabhi Ki Manokamna Poori Ho,
    Khushiya Aapke Kadam Chumey,
    Issi Kaamna Ke Sath Aap Sabhi Ko.
  3. Bin sanam kaise hum diwali manaye
    Tanhai mai khushi k deep kaise jalaye
    Diyo ki roshani se jalata hai mera dil
    Kehdo in diyo se ye diwali na manaye.
  4. Puja ki Thali, Rasoi me PAKWAAN.
    Aangan me Diya, Khushiya ho TAMAAM.
    Haathon me fuljhariya, Roshan ho JAHAAN.
    Mubarak ho aapko DIWALI Meri JAAN.
  5. Chanda ki chandani ke sath,taro ki jhilmilahat ho, aane wali dipawli ke deepo ke sath aap ke chehare per khusi ki muskurahat ho.
    Happy diwali
  6. Hum Bhi khushi mein gungunaya karte the,
    Haste the muskuraya karte the,
    Par Usi hi diye ne jala dala mere hathon ko
    Jis diye ko hum hawaon se bachaya karte the.
  7. Ek Dua Mangte hain hum apne Bhagwan se,
    Chahte hai Aapki Khushi Pure imaan se,
    Sab Hasratein Puri Ho Aapki,
    Aur Aap Muskarayen Dil-o-Jaan se!!
    Happy Diwali that leads you to the road to Success.
  8. Phool ki shuruvat kali se hoti hai,
    Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai,
    Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur
    apno ki shuruvat aapse hoti hai.
  9. Ek Dua Mangte Hai Hum Apne Bhagwan Se,
    Chahte Hai Aapki Khushi Pure Imaan Se,
    Sab Hasratein Puri Ho Aapki,
    Aur Aap Muskaraye Dil-o-jaan Se!!
  10. Yeh Raat hai roshan aur chirag jhilmila rahe hai
    Khus hai wo to khushiya hum bhi mana rahe hai
    Bhulakar mohabbat apani apani ek duje ke liye
    Diwali wo b mana rahe hai diwali hum b mana rahe hai.
  11. Aai aai Diwali aai,
    Saath mein kitni khushiya laayi,
    Dhoom machao, mauz manao,
    Aap sabhi ko Diwali ki badhai.
    Happy Diwali.
  12. Apke aur apke privar ko deepawali ki hardik
    subhkamnayen yeh deepawali apke privar main
    dher sari khushian laye.
  13. Man se mangi hue man ki murado ke liye,
    Dil se mangi hue Dil ki Khwabo ke liye..
    Is diwali bhej raha hu dher sari khusiya in roshni ke rup me, andhero ko apki jiwan se dur karne ke liye..
  14. Pal pal sunhare phool khile,
    Kabhi na ho kaanto ka saamna,
    Jindagi aapki khushiyo se bhari rahe,
    Dipawali par humaari yahi shubhkaamna.
  15. Diwali parva hai khushio ka,
    Ujalo ka, laxmi ka….
    Is diwali aapki jindagi khushio se bhari ho,
    Duniya ujalo se roshan ho,
    ghar par maa laxmi ka aagman ho.
  16. Na koi kisike paas hota hain
    Na koi kisise dhoor hota hain
    Pyar Khud chalkar aata hain
    Jub Koi kisike naseeb mein hota hain.
  17. Asaani se dil lagaaye jaate hain,
    Magar mushkil se waade nibhaaye jaate hai
    Mohabbat le aati hai un raahon pe,
    Jahan diyon ke badle dil jalaaye jaate hain..!!
  18. Deepawali ka ye paawan tyohar,
    Jeevan mein laye khushiya aapar,
    Laxmi ji viraje aapke dwar,
    Subhkamnayen hamari karen sweekar!!
    Wish Yoy and your family happy Diwali
  19. Pal Pal Se Banta Hai Ehasas,

Ehsas Se Banta Hai Vishvas,

Vishvas Se Bante Hai Rishte,

Aur Rishte Se Banta Hai Koi Khas,

Wishing a Happy Diwali, My Sweetheart!

  1. Hai Roshani ka Tyohar,
    Laye Har Chehre Par Muskan,
    Sukh Aur Samridhi Ki Bahaar,
    Is Paawan Din Par,
    Aap Sab Ko Diwali Ki Shubh Kamnaye.
  2. Deepawali ka ye paawan tyohar,
    Aap k Jivan me aaye khushiya aapar,
    Tan,Maan,Dhan ka sukh laye aprampar,
    Ye Subhkamnaye hamari kare sweekar!!
    Wish you and your family *HAPPY DIWALI*
  3. Aai Aai Diwali Aai,

Saath Me Kitni Khushiya Laayi,

Dhoom Machao, Mauz Manao,

Aap Sabhi Ko Diwali Ki Badhai.

Har dam khushiya ho sath,
Kabhi daman na ho Khali
Hum sab Ke taraf se,
Wish you Happy Diwali.

  1. Deep Jalte jagmagate rahe,
    Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
    Jab tak zindagi hai,
    dua hai hamari ‘Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe.
  2. Sri Ram Ji Aapke Ghar Sukh Ki Barsat Karen,

Dukhon Ka Naas Karen.

Prem Ki Phuljhari Wa Anar Aapke Ghar Ko Roshan Kare.

Roshni Ke Diye Aapki Zindagi Me Khusiya Layen.

  1. Andhera Hua dur raat ke saath
    Nayi subha aayi diwali leke sath
    Ab ankhne kholo dekho ek msg aayi hai
    Diwali ki subh kamna sath layi hai.
  2. koyee majaburi nahi,dil kare to yaad karna,
    risto bhid se furasat,mile to yad karna,
    hai DUWA ki har khushi ho nasib tujhe,
    phir bhi kabhi aakhe bhar aayee to,
    hame yaad karna!!
  3. Jagmag Thali Sajao,
    Mangal Deepo ko Jalao,
    Apne Gharo aur Dilo main Asha ki Kiran Jagao,
    Khushali aur Samridhi se bhara ho apka jeevan,
    Isi Kamna ke Saath Shubh Deepawali manao.
  4. Khushiyon ka tyohar Deepawali…
    Aap sab logon ke zindagime Khushiyonke ujale se…
    Gham ke andhere dur kare.
  5. Hai Roshni ka ye Tyohar
    Laye Har Chehre par Muskaan
    Sukh aur Samridhi ki Bahaar
    Samet lo Saari Khushiyan
    Apno ka Saath aur Pyar
    Is Pawan Avsar par
    Aap sab ko Diwali ka pyar.
  6. Aai aai Diwali aai,
    Saath me kitni Khushiya laayi,
    Dhoom machao, mauz manao,
    aap sabhi ko Diwali ki badhai.
  7. Pal Pal se banta hai Ehasas,
    ehsas se banta hai Vishvas,
    vishvas se bante hai Rishte,
    aur rishte se banta hai koi Khas,
    Wishing a Diwali Jhakas.
  8. Ek dua mangte hain hum apne bhagwan se,
    Chahte hai aapki khushi pure imaan se,
    Sab hasratein puri ho aapki,
    Aur aap muskarayen dil-o-jaan se…
  9. Apako ashirwad mile Ganesh se.
    Vidya mile Saraswati se.
    Daulat mile Laxmi se.
    Khushiya mile Rab se.
    Pyaar mile Sab se.
    Yahi duwa hai is dil se.
  10. Iss Diwali pe hamari dua hai ki,
    Apka har sapnna pura ho,
    Duniya ke unche mukam apke ho,
    Shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!!!
    Wish you a very Happy Diwali!
  11. Deepak ka prakash har pal aapke Jivan me ek nayi roshni de,
    bas yahi shubhkamna hai hamari aapke liye Diwali ke is pawan avsar par.
  12. Gul ne gulshan se gulfam bheja hai,
    sitaro ne gagan se salam bheja hai,
    Mubarak ho apko ye DIWALI,
    Humne tahe dil se yeh paigam bheja hai.
  13. Deep Jalte jagmagate rahe,
    Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
    Jab tak zindagi hai,
    dua hai hamari ‘Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe’
    Happy Diwali!
  14. Phool ki shuruvat kali se hoti hai,
    Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai,
    Pyar ki shuruvat apno se hoti hai
    aur apno ki shuruvat aapse hoti hai.
  15. Charo our hai dhoom, kyonki Diwali hai aayi,
    khush raho aur sab ko khush karo,
    Aapko aur apke sampurn family ko Diwali ki Hardik badhai.
  16. Raat ko jalde sy nendh a gai,
    Subh uthy to diwali a gai,
    Socha send karon ap ko diwali sms,
    Daikha to aap ke b miss call a gai..
    Wish you a very Happy Diwali.
  17. Diwali Ki Light
    Karay Sab Ko Delight
    Pakro Masti Ki Flight Aur
    Dhoom Machao All Night.
  18. Puja ki Thali, Rasoi me PAKWAAN.
    Aangan me Diya, Khushiya ho TAMAAM.
    Haathon me fuljhariya, Roshan ho JAHAAN.
    Mubarak ho aapko DIWALI.
  19. Har dam khushiya ho sath,
    Kabhi daman na ho Khali
    Hum sab Ke taraf se,
    Wish you Happy Deepawali.
  20. Deepak ki roshni, Mithaiyo ki mithas,
    Patakho ki bochar, Dhan ki barsaat,
    Har pal Har din Aapke liye laye DIWALI ka tyohar.
  21. Diwali aye Apne sang Khushiyon ke Bahar laye,
    Jagmagate Diyo Se Diwali Ka Swagat Karo,
    ap Sabhi ko Diwali ke Shubh Avsar pr,
    Dher Saari Shub kamnayein.
  22. Jagmag Thali Sajao, Mangal Deepo ko Jalao,
    Apne Gharo aur Dilo main Asha ki Kiran Jagao,
    Khushali aur Samridhi se bhara ho apka jeevan,
    Isi Kamna ke Saath Shubh Deepawali manao.
  23. Hai Roshani ka Tyohar, Laye Har Chehre Par Muskan,
    Sukh Aur Samridhi Ki Bahaar, Is Pawan Din Par,
    Aap Sab Ko Diwali Ki Shubh Kamnaye.
  24. Baag ki baat sirf maali hi samjhe,
    Phoolo ka dard jhuki daali hi samjhe,
    Duniya walo ne bhi kya reet banayi hai,
    Diye ka dil jale or log use Diwali samjhe.
  25. Aayi hai diwali dekho
    Sang layi khushiya dekho
    Yehan wahan jahan dekho
    Aaj deep jagmagate dekho
    *Happy Diwali*

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *