Dil Abhi Aur Bhi Saste Honge – Hindi Alone Shayari

Muft Ka Ehsaan Na Lena Yaaro,
Dil Abhi Aur Bhi Saste Honge !!


Andheri Raat Ka Safar Bhi Khoob Tha,
Lekin Tum Aaye To Chiraghon Mein Roshni Kar Li !!




Rani nahi apne pas abhi to kya hua,
ye badshah aaj bhi lakho dilo par raj karta hai !!


Kismat ki lakeeron par yaqeen karna chorr diya hai Dost,
Jab insaan badal sakta hai to ye lakeerein kyon nahi !!




Tumse door jane ka irada na tha,
sada sath rehne ka bhi vaada na tha,
Tum yaad na kroge ye jante the hum,
Par itni jaldi bhul jaoge aandaja na tha !!


Kalam thi hath mai likhna sikhaya aapne,
Takat thi hath mai hosla dilaya aapne,
Manzil thi samne rasta dikhaya aapne,
Hum to sirf dost the, Aashiq banaya aapne !!




Woh paas hi na aaye toh izhaar kya karte,
khud bane nishana toh shikar kya karte,
marne par bhe khuli rahi hamari Aankhein,
issey zyada kisi ka intezar kya karte !!


Log tanhaai se dar ke janglon main aa gaye,
Shahar ki galiyon mein ab ye kesa sanaatta hua !!




Sochta hoon ke bhujaa doon main ye kamre ka diya,
Apne saaye ko bhi kyon saath jagaaon apne !!


Zaroori nahi jo khushi de usi se pyar ho mere dosto,
sacchi mohabbat to aksar dil todne wale se hoti hai !!




Khushi unhe nahi milti jo zindagi ko apni sharto pe jeete hai,
Khushi to unhe milti hai jo doosre ki khushi ke liye
apne zindagi ke mayane badal dete hai !!


Shayari conveys emotions in all its forms through rhythmic words. Read a collection of Love Mohabbat Shayari, Romantic Shayari, Sad Shayari, Funny Shayari, dard shayari, Friendship shayari, Good morning shayari, Hindi status for Whatsapp & Facebook @ shayarino1.com

More Hindi Alone Shayari / Dard / Sad Shayari like “Dil Abhi Aur Bhi Saste Honge” @shayarino1.com

Safar hi safar likha hai hamsafar koi nahin – Hindi Alone Shayari ( Lonely)

Na Sath Hai Kisi Ka Na Sahara Hai Koi – Hindi Alone Shayari ( Lonely)

Hanste Huye Bhi Aankhe Bhar Aayi – Dard Shayari

Meri yaadon se lipat ke rone aaoge tum-Dard Shayari

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *