Broken Heart Shayari

Broken Heart Shayari

Attitude Shayari – Hum kya jhuke log to khud ko khuda samajh baithe

Adab se jhukna meri fitrat me shamil tha, magar hum kya jhuke log to khud ko khuda samajh baithe !! – Attitude Shayari Teri to fitrat thi sabse mohabbat karne ki, Hum to bevajah khud ko khushnasib samajhne lage !! Pyar koi baarish ka naam nahi Jo barse aur tham jaaye Pyar sure chi nahi, …

Attitude Shayari – Hum kya jhuke log to khud ko khuda samajh baithe Read More »

Par is dil ka kya karoo – Missing You shayari hindi

Missing You Shayari! तुम्हे ना देख कर कब तक सबर करूँ…. आँखे तो बँद कर लूँ पर इस दिल❤ का क्या करूँ..!! Missing You Love ❤️ मोहब्बत जिसे हो जाए उसे मरने की जरूरत ही नहीं, जिंदगी खुद ही अलविदा कह देगी! Missing Y❤️u कुछ अच्छा होने पर जो इंसान सबसे पहले याद आते हैं, …

Par is dil ka kya karoo – Missing You shayari hindi Read More »

Kuch pal ke liye to aa jao waapis – Sad love shayari

Kuch pal ke liye to aa jao waapis, Hum dil ki kahani kah denge, Samjhe naa tum jo in aankho se, woh baat zubaani kah denge. kya bat hai jo tujhe dekha apna hosh gavan diya, Jisme tum mili use apna bana liya, Main bhi dar-badar firta diwano ki tarah, Ki ek teri surat ne …

Kuch pal ke liye to aa jao waapis – Sad love shayari Read More »

Dil taun aapke naam kar hi chuke hai hum – Love Mohabbat Shayari

Aap rutha na karo humse, Mere dil ke dhadkan badh jati hai, Dil taun aapke naam kar hi chuke hai hum, Ek jaan hi baki hai, vo bhi nikal jati hai || Jaan hai mujhko zindagi se pyari, Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari, Ab aap se hi kya chupana, Aap hi to ho …

Dil taun aapke naam kar hi chuke hai hum – Love Mohabbat Shayari Read More »

Kuch door rah kar bhi bhulaye nahi jaate – Love Shayari

Sabhi nagme saaz mein gaye nahi jaate, Sabhi log mehfil mein bulaaye nahi jaate, Kuch paas rah kar bhi yaad nahi aate, Kuch door rah kar bhi bhulaye nahi jaate !! Yaadein hoti hain satane ke liye, Koi roothta hai phir maan jane ke liye, Rishte banana koi mushkil to nahi, Jaan bhi chali hai …

Kuch door rah kar bhi bhulaye nahi jaate – Love Shayari Read More »

Kal meri aakhen na khuli to kya hoga – Love mohabbat shayari

Kal fursat na mili to kya hoga, Itni mohlat na mili to kya hoga, Roz kehte ho kal milenge, kal milenge, Kal meri aakhen na khuli to kya hoga. Sath chhutne se rishte nahi tuta karte, Waqt ki dhundh se lamhe nahi tuta karte, Log kehte hain mera sapna tut gaya, Tutati to nind hai …

Kal meri aakhen na khuli to kya hoga – Love mohabbat shayari Read More »

Kaash aakhari mulaqaat ke baad ek mulaqaat aur ho jati – Sad love Shayari

Kaash aakhari mulaqaat ke baad ek mulaqat aur ho jati – Sad love Shayari Badal gaya waqt, badal gayi baatien, badal gayi mohabbat, luch nahi badla to wo hai, in aankhon ke nami aur teri kami || Wo tha jaise ek usool koi.. Afsos lekin badal gaya !! Jab rishte badal jate hai.. tab un …

Kaash aakhari mulaqaat ke baad ek mulaqaat aur ho jati – Sad love Shayari Read More »

Nafrat Hi Sahi Par Woh Mujhe Sochta To Hai – Nafrat Hate Shayari

Lekar Ke Mera Naam Woh Mujhe Kosta Hai, Nafrat Hi Sahi Par Woh Mujhe Sochta To Hai !! – Hate Shayari लेकर के मेरा नाम वो मुझे कोसता है, नफरत ही सही पर वो मुझे सोचता तो है !! Baith Kar Sochte Hain Ab Ke Kya Khoya Kya Paya, Unki Nafrat Ne Tode Bahut Meri …

Nafrat Hi Sahi Par Woh Mujhe Sochta To Hai – Nafrat Hate Shayari Read More »

Muskurana unka aaj bhi yaad hai – Hindi Alone Shayari

Muskurana unka aaj bhi yaad hai, Naino se waar karna unka aaj bhi yaad hai, Kyamat hi thi vo paheli, Ishq me chot khana hamara duniya ko aaj bhi yaad hai || – Alone Shayari @ shayarino1.com zakhm par mere vo namak laga kar kahte hai, Mohabbat humse ki hai dard to sehna padega || …

Muskurana unka aaj bhi yaad hai – Hindi Alone Shayari Read More »

Kabhi Kabhi Tum Bina Baat Muskuraogi – Hindi Alone Shayari

Bas Itna Sa Asar Hoga Meri Yaado Ka, Kabhi Kabhi Tum Bina Baat Muskuraogi !! Log aksar kahte hai Humse ki…..!! “Ab Aap Badal Gae Ho” Hum bhi Has Pade ye Sochkar ki….. “Toote Hue Patto Ke Rang Aksar Badal Hi Jaya Karta Hai !! Mujhe pata hai ki tum mere ho phir bhi na …

Kabhi Kabhi Tum Bina Baat Muskuraogi – Hindi Alone Shayari Read More »