Teri mehfil se nikle kisi ko khabar tak na hui,
Tera mud mud ke dekhna hamein badnam kar gaya – Two line love mohabbat shayari
Khairaat mein mili hui khushi mujhe achchi nahi lagti,
Main apne dukhon mein bhi rahta hoon nawabon ki taraha ||
Usko bhi zid hai bijliyan girane ki,
Aur hamein bhi zid hai wahin aashiyan banane ki.
Kis kadar anjaan hai yeh silsila-e-ishq bhi,
Muhabbat to kayam rehti hai magar “Insan” toot jate hain ||
Hamne mehboob jo badla to taajjub kaisa,
Log kafir se musalman bhi to ho jate hain ||
Main uska hoon, ye raaz to woh jaan gaya hai,
Woh kiska hai ye sawaal mujhe sone nahi deta ||
Us shakhs se faqat itna sa talluq hai,
Woh pareshan ho to hamein neend nahi aati ||
Teri mehfil se nikle kisi ko khabar tak na hui,
Tera mud mud ke dekhna hamein badnam kar gaya ||
Tum takalluf ko bhi akhlas samajte ho,
Dost hota nahi har haath milane wala ||
Lafz ko phool banana to karishma hai faraz,
Ho na ho koi to hai teri nigarish main shareek ||
Apni nakami ka ek sabab ye bhi hai,
Cheez jo mangte hain sb se juda mangte hain ||
Wo khud ko phool aur hum ko patthar keh kar muskuraya karte hain,
Un ko kya khabar patthar to patthar rehtt hain phool hi murjhaya kartt hain ||
Khawahishon ka kafila bhi ajeeb hi hai,
Aksar wahin se guzarta hai jahan rasta na ho ||
Pattharon ko itna na pujo ke woh dewta ho jaye,
Kisi ko itna na chaho ke woh bewafa ho jaye.
Baadalon ke darmiyan kuchh aisi saazish hui,
Mera ghar mitti ka tha mere hi ghar baarish hui,
Khairaat mein mili hui khushi mujhe achchi nahi lagti,
Main apne dukhon mein bhi rahta hoon nawabon ki taraha ||
Fitrat aur haalat mein tasadum hai warna
Insan kabhi dil ka bura nahi hota ||
Kis kadar anjaan hai yeh silsila-e-ishq bhi,
Mohabbat to kayam rehti hai magar “Insan” toot jate hain ||
Hamne mehboob jo badla to taajjub kaisa,
Log kafir se musalman bhi to ho jate hain ||
Main uska hoon, ye raaz to woh jaan gaya hai,
Woh kiska hai ye sawaal mujhe sone nahi deta ||
Us shakhs se faqat itna sa talluq hai,
Woh pareshan ho to hamein neend nahi aati ||
Teri mehfil se nikle kisi ko khabar tak na hui,
Tera mud mud ke dekhna hamein badnam kar gaya ||
Tum takalluf ko bhi akhlas samajte ho,
Dost hota nahi har haath milane wala ||
Lafz ko phool banana to karishma hai faraz,
Ho na ho koi to hai teri nigarish main shareek ||
Apni nakami ka ek sabab ye bhi hai,
Cheez jo mangte hain sb se juda mangte hain ||
Wo khud ko phool aur hum ko patthar keh kar muskuraya karte hain,
Un ko kya khabar patthar to patthar rehtt hain phool hi murjhaya kartt hain ||
Khawahishon ka kafila bhi ajeeb hi hai,
Aksar wahin se guzarta hai jahan rasta na ho ||
More Hindi Romantic Shayari like “Tera mud mud ke dekhna hamein badnam kar gaya” Two line love mohabbat shayari /Love Mohabbat Shayari @shayarino1.com