Humein Fir Pyaar Aa Gaya Jab Wo Khafa Hone Lage – Romantic Shayari

Hum Unke Roothh Jaane Par Fida Hone Lage,
Humein Fir Pyaar Aa Gaya Jab Wo Khafa Hone Lage ||

हम फिर उनके रूठ जाने पर फ़िदा होने लगे,
हमें फिर प्यार आ गया जब वो ख़फ़ा होने लगे।


Manzil Bhi Tum Ho Talaash Bhi Tum Ho,
Ummid Bhi Tum Ho Aas Bhi Tum Ho,
Ishq Bhi Tum Ho Junoon Bhi Tum Hi Ho,
Ehsaas Tum Ho Pyaas Bhi Tum Hi Ho ||

मंजिल भी तुम हो तलाश भी तुम हो,
उम्मीद भी तुम हो आस भी तुम हो,
इश्क भी तुम हो और जूनूँ भी तुम ही हो,
अहसास तुम हो प्यास भी तुम ही हो।


Bharam Rakho Mohabbat Ka
Wafa Ki Shaan Ban Jao,
Kisi Par Jaan De Do Ya
Kisi Ki Jaan Ban Jao,
Tumhare Naam Se Mujhko
Pukaare Yeh Jahan Wale,
Main Ban Jayun Afsaana
Aur Tum Unwaan Ban Jaao ||

भरम रखो मोहब्बत का
वफ़ा की शान बन जाओ,
किसी पर जान देदो या
किसी की जान बन जाओ,
तुम्हारे नाम से मुझको
पुकारें ये जहाँ वाले
मैं बन जाऊं अफसाना
और तुम उन्वान बन जाओ।


Tarsega Jab Dil Tumhara Meri Mulakat Ko,
Tab Aa Jayenge Khwaabo Mein Hum Usi Raat Ko ||

तरसेगा जब दिल तुम्हारा मेरी मुलाकात को,
तब आ जायेंगे ख्वाबों मे हम उसी रात को।


Shayari conveys emotions in all its forms through rhythmic words. Read a collection of Love Mohabbat Shayari, Romantic Shayari, Sad Shayari, Funny Shayari, dard shayari, Friendship shayari, Good morning shayari, Hindi status for Whatsapp & Facebook @ shayarino1.com

More Hindi  Romantic Shayari like “Humein Fir Pyaar Aa Gaya Jab Wo Khafa Hone Lage” /Love Mohabbat Shayari / Nafrat Hate Shayari / Alone Shayari / Dard / Sad Shayari / Happy Birthday Wishes Shayari @shayarino1.com

Mohabbat Ko To Logon Ne BadNaam Kar Diya – Romantic Shayari

Ek Tum Hi Par Mar Mite Hain – Romantic Shayari

Mubaraq Ho JanamDin – Happy Birthday Shayari

Ek Benaam Si Mohabbat Mere Naam Kar Do – Romantic Shayari

Aaj hum ko nazar aati hai har baat wahi – Love Mohabbat Shayari – shayarino1.com

Tere khamosh honthon par mohabbat gungunati hai – Love Mohabbat Shayari

Mere Iss Dil Mein Aye Sanam Tere Khwab Sajaoonga – Romantic Shayari

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *