Khuda kare salamat rahe kisi Dua ki tarah,
Ek tu Aur doosra Muskrana tera ||
खुदा करे सलामत रहे किसी दुआ की तरह,
एक तू और दूसरा मुस्कराना तेरा ||
Dene Wale Ne Diya Sab Kuch Ajab Andaaz Se
Saamne Duniya Padi Hai Aur Utha Sakte Nahi
Usey Jhooth Bolna Humney Hi Sikhaya Hai
Uski Har Baat Ko Sach Maan-Maan Ka
Us shakhs se faqat itna sa talluq hai
Woh pareshan ho to hamein neend nahi aati
Chalenge tere sath tera saaya ban kar,
Chod na dena beech raah paraaya samjh ka
Rakh Lo Dil Me Sambhal Kar Thori Si Yaad Meri,
Reh Jao Ge Jab Tanha To Kaam Aenge Hum
Lagta ha Mera Khuda meharbaan hai mujh per,
Meri dunia mein teri moojudgi yuhi nahi ha
Kisi Roz Meri Zindagi Bhi Roshan Hogi,
Intezar Subhe Ka Nahi Kisi K Laut K Aane Ka Hai
Us Ke Siwa Kisi or Ko Chahna Mere bas me nahi,
Ye DiL Us Ka Hai Apna Hota To Baat or thi
Zindgani Ke Safar Me Ek Vo Hi Manzar Haseen Tha,
Dil Ki Bandisho Se Phir Yu Paar Aana Lazmi Tha..
Kabhi Tum Mujhe Padhne Ki Koshis Karti Thi
Aaj Kal Me Tumhe Likhne Ki Koshis Karta Hu..
Nazar Nazar Mein Haal E DiL Ka Pata Chalta Hai
Aap Hum Pe Hain Fida Saaf Pata Chalta Hai
Tum Mere Roothne Per Is Tarha Manaate Ho
Kabhi To Jee Chahta Hai Be Wajah Tumse Rooth Jaoun
Tere Husn Ko Parde Ki Zaroorat Hi Kya Hai Zaalim
Kon Rehta Hai Hosh Main Tujhe Dekhne K Baad
ishq kaise hota hai ishq kisko kahete hai mohsin
tera majboor kar dena mera majboor ho jaana
Wo Saath Tha To Mano Jannat Thi Zindagi,
Ab To Har Saans Zinda Rehne Ki Waja Puchti Hai||
Log Mujh Se B keh Dete Hain Aksar Duaa k Liye,
Dekho Kis Qadr KHUDA Ne Mere Aiib Chupa Rakhe Hain ||
Apni Khud Sari Pe Aa Jaaein Tou Sun Aye Jaan E Wafa,
Hum To Nazron Se Sitaaron Ko Gira Detay Hain ||
Rooth jate ho to kuch aur bhi haseen lagte ho,
yahi soch kar hamne tumko khafa rakha hai ||
Tu naraz na raha kr tujhey wasta hai KHUDA KA
ek tera he chehra khush dekh kr to hum apna ghum bhulate hain.
Khairaat mein mili hui khushi mujhe achchi nahi lagti
Main apne dukhon mein bhi rahta hoon nawabon ki taraha
Door Hokar Bhi Mere Paas Hai Aap,
Meri Saanso Mein Basa Ek Ehsaas Hai Aap,
Aap Ko Yeh Ehsaas Ho Na Ho,
Par Mere Liye Bahut Khaas Hai Aap,
Kash Meri Zindagi Ka Ant Kuch Is Kadar Ho
Ki Meri Kabar Pe Bana Unka Ghar Ho
Vo Jab Jab Soye Zameen Par
Mere Seene Se Laga Unka Sar Ho.
Tum hansti ho mujhe hasane k liye,
Tum roti ho mujhe rulane k liye,
Tum ek bar ruuthkar to dekho,
Mar bhi Jaunga tumhein manane k liye ||
aaj socha tha jawab kya bheju.
aap jaise logo ko khitab kya bheju.
koi aur phool to mujhe malum nahi.
par jo khud gulab ho usey gulab kya bheju.
koi hansa ke roye koi rula ke roye aur koi dil laga ke roye
lakin marne ka maja to tab hai jab jaan unki baho me nikle
aur wo sine se laga k roye
Loki ishq ishq kar lende ne
Aasi ishq de peer jaga bathe
Loki yaar laban nu firde ne
Aasi labya yaar gava bathe
Har roj hum nashe me hote hai aur,
Shaam gujar jaati hai,
Ek din shaam nashe me hogi aur,
Hum gujar jaayenge ||
Zulfein hain uski bheegi huyi raat jaisi,
Lehja khushk sa hai barsaat jaisa,
Khushbu se uski mehkti hai kaynaat,
Uska khyaal bhi hai mulaqaat ki jaisa ||
Tum Khafa Ho Gaye To Koi Khushi Nahi Rahegi
Tere Bina Chirago Me Roshni Nahi Rahegi
Kya Kahe Kya Gujregi Dil Per
Zinda To Rahenge Per Zindagi Nahi Rahegi.
Shayari conveys emotions in all its forms through rhythmic words. Read a collection of Love Mohabbat Shayari, Romantic Shayari, Sad Shayari, Funny Shayari, dard shayari, Friendship shayari, Good morning shayari, Hindi status for Whatsapp & Facebook @ shayarino1.com
More Love Mohabbat Shayari @ shayarino1.com
Aaj hum ko nazar aati hai har baat wahi – Love Mohabbat Shayari – shayarino1.com
Tere khamosh honthon par mohabbat gungunati hai – Love Mohabbat Shayari
unse wade pyar ke nibhaye na gaye – Hindi Love Mohabbat Sad Shayari