Muskurana unka aaj bhi yaad hai – Hindi Alone Shayari

Muskurana unka aaj bhi yaad hai,
Naino se waar karna unka aaj bhi yaad hai,
Kyamat hi thi vo paheli,
Ishq me chot khana hamara duniya ko aaj bhi yaad hai || – Alone Shayari @ shayarino1.com




zakhm par mere vo namak laga kar kahte hai,
Mohabbat humse ki hai dard to sehna padega ||


Socho Maut kitni haseen hoggi yaaro, 
jo didar karle uska to uska hi hokar reh jata hai ||


Itne Gaur Se Na Dekh Meri Saadgi ko Humdum,
Bikhre Hue Log Aksar Isi Haal Mein Hote Hai ||




Har signal teri yad dilata hai, 
Tune bhi rang kuch isi tarah badla tha ||


Gujra hai mohabbat mein kuch aisa bhi zamana,
Rootha hoon agar main to manaya tha kisi ne..




tere khawab me doobi to kheli kud se aankh micholi,
jagi jab khawab se to paya andkar me khud ko akeli ||


Hosh e haalat pe kaboo to kar liya maine,
unhe dekhke phir hosh kho gaye to kya hoga ||




Chah kar bhi nahi pooch sakte haal unka,
kahi wo ye na kahde ki ye hak tumhe kisne diya !!


Kaise banyaa karu unke andaaz e mohabbat ka,
Jalim ne jahar bhi diya to wo bhi apne labo pe laga kar ||


Kahin lag na jaye mere gum ko kisi ki nazar,
Is liye ab gum ko main, Dil mein chupa ke rakhta hoon ||




Chale jayenge ek din tujhe tere haal par chor kar,
Phir mohabbat kya hoti hai tujhe khud pata chal jaayega ||





Shayari conveys emotions in all its forms through rhythmic words. Read a collection of Love Mohabbat Shayari, Romantic Shayari, Sad Shayari, Funny Shayari, dard shayari, Friendship shayari, Good morning shayari, Hindi status for Whatsapp & Facebook @ shayarino1.com

More Hindi Alone Shayari / Dard / Sad Shayari like “Muskurana unka aaj bhi yaad hai” @shayarino1.com

Safar hi safar likha hai hamsafar koi nahin – Hindi Alone Shayari ( Lonely)

Na Sath Hai Kisi Ka Na Sahara Hai Koi – Hindi Alone Shayari ( Lonely)

Tujhe maut nahi kisi ki chahat maaregi – Dard Shayari

Hanste Huye Bhi Aankhe Bhar Aayi – Dard Shayari

Meri yaadon se lipat ke rone aaoge tum-Dard Shayari

Kabhi Kabhi Tum Bina Baat Muskuraogi – Hindi Alone Shayari

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *